Pharr’pharrata hai jo din raat mere seeney mein,
Ab yehi aik parindaa hai rehaa karne ko..
Jis ke badley mein mujhe tum mil jao,
Mein aesi naiki ki talash mein hoon..
Ujaarr di hai ajab zalzlon ne yeh basti,
Makeen talash karoon ya makan talash karoon
Tere khayaal mein jab be-khayaal hota hoon,
Zara si dair hi sahi be-misaal hota hoon..