Showing posts with label rahul makin 104.8. Show all posts
Showing posts with label rahul makin 104.8. Show all posts

Wednesday, April 2, 2014

Din Raat Mere Seeney Mein..

Pharr’pharrata hai jo din raat mere seeney mein,
Ab yehi aik parindaa hai rehaa karne ko..

Jis ke badley mein mujhe tum mil jao,
Mein aesi naiki ki talash mein hoon..


Ujaarr di hai ajab zalzlon ne yeh basti,
Makeen talash karoon ya makan talash karoon

Tere khayaal mein jab be-khayaal hota hoon,
Zara si dair hi sahi be-misaal hota hoon..

Wednesday, March 20, 2013

Ishqiya wala love

AAo Ishq Ki HaWAAOn ko pooRE deSh MEin chaLAAyein....IshqiyA Goes Live in Jodhpur, Patiala, India, Amritsar, Punjab, and Shimla fRom Tonight....To AAj RAAt Oye 104.8 Fm paR 9-1....pyAAR MohabbaT kaRke dekH....

Mil k laga usse aise ki
mai apne aks se tkra gya
goya mere panno ka wo kirdar
milne mujhi se aa gya....


                                        माना कोई रिश्ता नहीं दरम्यां तेरे मेरे….
                                            फिर क्यों तलाशते है सब, मुझमें वजूद तेरा …

माना हमसफर नहीं ...हमराह तो हैं ...
रिश्ता दरम्यां नहीं ... पर साथ तो हैं ...
धूप, छांव, कुछ हंसी ... आ बांटे जरा ...
कि आ साथ चले जरा ...
पल दो पल ही सही ...हमसफ़र बने जरा ....